Sunday, September 9, 2018

WAQT

soachti hu kabhi bethe bethe yunhii
  kabhii n kabhii ek waqt aayega
waqt waqt p waqt ki pahechaan karayega
kya us waqt p bhi koi mera sath nibhayega:)
             khete hai insaan ki pahechaan waqt kara jata hai
           acha bura insaan ko uska waqt hi bana jata haii:(
waqt tikta nahi kabhi y chalta jata hai
 wapis gujra hua waqt laut k nahi aata hai
isliye waqt ke sath samjhoata krna hi waqt k sth chlna hai:)
                                 #miss_ANJANI

No comments:

Post a Comment