Sunday, September 9, 2018

WAQT

soachti hu kabhi bethe bethe yunhii
  kabhii n kabhii ek waqt aayega
waqt waqt p waqt ki pahechaan karayega
kya us waqt p bhi koi mera sath nibhayega:)
             khete hai insaan ki pahechaan waqt kara jata hai
           acha bura insaan ko uska waqt hi bana jata haii:(
waqt tikta nahi kabhi y chalta jata hai
 wapis gujra hua waqt laut k nahi aata hai
isliye waqt ke sath samjhoata krna hi waqt k sth chlna hai:)
                                 #miss_ANJANI

Thursday, August 30, 2018

fellings

feelings kya hoti hai..kon jan sakta hai bhala?? ha ki koi jaan jata hai kabhi kabhi:) pyar what???hahaha ye kya Hota hai kisi ko pata ho tho plz meko cmnt mai batana..:) wase mere mana hai tho ye pyar dil mein kisi ek insaan ko leke kuch alg si feeling jo uthi hai n wo care respect so much honesty ek insaan ko leker usko hum pyar khe dete hai-:) pr abh ye bataoo ap log meko ye tho mom n dad se bhi karte hai na tho kya pyar yahi hota hai na n mom dad tho phir isse jyada pyar karte hain na humko_-:( plz cmnt n tell me more about love-:)